jeevan ki aapa dhapi me mai bhool gaya ki kaun hoo mai,mai kai tha kya ban aaj gaya,kya socha tha kya kar paya,kitne sapne dhekhe the jinhe pure karne they,kya socha tha kya kar paya,aaj mili hai phursat ab na jane aage kab phir mile.man me apne dhekha to pata chala ki
jeevan ki aapa dhapi me mai bhool gaya ki kaun hoo mai.
jinko maine apna socha,unhone hi mujse daga kiya,maine jinko bhav diya wo akad gaye,socha na jane mera kaya swarth hai isme,jinko maine mana kiya wo apne ko bechara bana gaye.maine to kosish ki mai wahi karoo jo saji hai jo,ye mulk to mera bhi hai yaro,mujhe bhi pata hai paise ki ahmiyat,jab is mulk me bacche bhukhe sote ho tab kaise kaho mai kah doo ki tum apne gar me singar karo,jab bat ho roti aur sajawat me tum hi kaho kaise mai tumhara sath mai de doo.ye paise un bhookhe bachcho ke bhi hai unka bhi inpe unta hi haq,ye mulk tarakki kare bade aage par kaise unko mai ne yaad karu.
tum mujhe chahe galat kaho ya kuch aur sahi,par mai na aaj talak ye kar paya na kaar paunga,
jeevan ki aap dhapi me mai bhool gaya mai kaun hoo mai.